Showing posts with label प्रेम कविता. Show all posts
Showing posts with label प्रेम कविता. Show all posts

Labon Pe Apne Saja Saja Ke -Romantic Love Ghazal


Romantic Love Hindi Urdu Ghazal Poetry

Dabi Dabi Si Woh Muskurahat, Labon Pe Apne Saja Saja Ke

~*~

दबी दबी सी वो मुस्कुराहट, लबों पे अपने सजा सजा के



Dabi Dabi Si Woh Muskurahat -Romantic Love Ghazal Design Poetry



Dabi Dabi Si Woh Muskurahat
Labon Pe Apne Saja Saja Ke

Woh Narm Lahje Mein Baat Karna
Ada Se Nazrein Jhuka Jhuka Ke

In Madmast Nigaahon Ko Husn Ka Jaam Kah Doon -Romantic Poetry


Romantic Love Ghazal Design Poetry in Hindi Urdu

In Madmast Nigaahon Ko Husn Ka Jaam Kah Doon

~*~

इन मदमस्त निगाहों को हुस्न का जाम कह दूँ



In Madmast Nigaahon Ko - Romantic Love Gazal Design Poetry



In Madmast Nigaahon Ko
Husn Ka Jaam Kah Doon
Tarasha Hua Badan Hai Tera
Sar-E-Aam Kah Doon

Tu Pyaar Se Aati Hai Mere Khwaab Mein Sanam - Love Design Poetry


Romantic Love Design Ghazal Poetry in Hindi Urdu

Tu Pyaar Se Aati Hai Mere Khwaab Mein Sanam

~*~

तू प्यार से आती है मेरे ख्व़ाब में सनम



Tu Pyaar Se Aati Hai -Hindi-Urdu-Love-Ghazal



Tera Rukh -E- Mahtaab
Tere Haath Choom Loon
Jo Bas Chale To Teri
Har Baat Choom Loon

Bhige Gulaab Jaisi Khubsurat Ho Tum - Design Romantic Poetry


Design Romantic Love Poetry

Bhige Gulaab Jaisi Khubsurat Ho Tum

~*~

भीगे गुलाब जैसी खूबसूरत हो तुम



Bhige Gulaab Jaisi Khubsurat Ho Tum ~ Design Romantic Poetry



Bhige Gulaab Jaisi Khubsurat Ho Tum
Meri Ho Jaana Meri Mohabbat Ho Tum
Fursat Se Tarashi Gayi Murat Ho Tum
Meri Ho Jaana Meri Ho Tum

Barish Ki Barasti Boondon Ne - Design Love Poetry


Design Love Poetry

Barish Ki Barasti Boondon Ne

~*~

बारिश की बरसती बूँदों ने



Barish Ki Barasti Boondon Ne ~ Design Love Poetry



Barish Ki Barasti Boondon Ne
Jab Dastak Di Darwaje Par
Mahsoos Huya Tum Aayi Ho
Andaaz Tumhare Jaisa Tha

Hawa Ke Halke Jhonke Ki
Jab Aahat Payi Khirki Par
Mahsoos Huya Tum Guzri Ho
Ahsaas Tumhare Jaisa Tha

Rakhna Yaqeen Wafa Par - Design Love Poetry


Design Love Poetry

Rakhna Yaqeen Wafa Par

~*~

रखना यक़ीन वफ़ा पर



Rakhna Yaqeen Wafa Par ~ Design Love Poetry



Rakhna Yaqeen Wafa Par
Dil Mein Na Baal Rakhna
In Dard Ke Lamhon Ko
Tum Bhi Sambhaal Rakhna

Baahon Mein Hi Tumhare Sanam ~ Design Love Poetry


Design Love Poetry

Baahon Mein Hi Tumhare Sanam

~*~

बाहों में ही तुम्हारे सनम



Baahon Mein Hi Tumhare Sanam ~ Design Love Poetry



Iltiza Itni Si Hai
Meri Jaanam Tujhse
Siwa Iske
Kuchh Bhi To Nahi

Kisi Udaas Mausam Mein ~ Love Design Poetry


Love Design Poetry

Kisi Udaas Mausam Mein

~*~

किसी उदास मौसम में



Kisi Udaas Mausam Mein ~ Love Design Poetry



Kisi Udaas Mausam Mein
Meri Aankhon Pe
Tum
Hath Rakh Do Apna ...

Aur Hanstey Huye Bolo

Phoolon Se Achchhi Teri Khushboo - Design Love Poetry


Love Romantic Hindi Urdu Ghazal Poetry

Phoolon Se Achchhi Teri Khushboo

~*~

फूलों से अच्छी तेरी खुशबू



Phoolon Se Achchhi Teri Khushboo ~ Design Love Poetry



Phoolon Se Achchhi Teri Khushboo
Kaliyon Se Pyaari Teri Muskaan

Sitaron Sa Chamakta Huya Chehra
Koyal Si Meethi Zubaan

Chaand Bhi Chhup Jaye Ye Kah K
Aasmaan Pe Ab Kya Mera Kaam

Na Garz Kisi Se Na Wasta - Love Design Poetry


Love Miss You Design Hindi Poetry

Na Garz Kisi Se Na Wasta

~*~

ना गर्ज़ किसी से ना वास्ता



I Am Thinking About You ~ Love Miss You Hindi Poetry



Na Garz Kisi Se
Na Wasta
Mujhe Kaam
Apne Kaam Se

Tere Zikr Se
Teri Fikr Se
Teri Yaad Se
Tere Naam se ...

Teri Yaad Mein Dil Khol Ke Roye - Love Poetry Design


Miss You- Yaad Hindi Poetry Design

Teri Yaad Mein Dil Khol Ke Roye

~*~

तेरी याद में दिल खोल के रोये



Kal Raat Barasti Rahi Deewani Ek Ghata Bhi ~ Design Poetry



Kal Raat
Barasti Rahi
Deewani
Ek Ghata Bhi

Kisi Ke Saath Hoon Ya Tanha - Love Poetry


Yaad -Miss You- Hindi Urdu Poetry

Kisi Ke Saath Hoon Ya Tanha

~*~

किसी के साथ हूँ या तनहा



Tumhari Yaad Aati Hai ~ Love Miss You Hindi Poetry



Kisi Ke Saath Hoon
Ya Tanha

Koi Bhi Waqt Ho
Ya Lamha

Tumhari Yaad
Aati Hai

E-Dil Tu Ne Mujh Ko Deewana Bana Diya - Love Poetry


Love Hindi Design Poetry

E-Dil Tu Ne Mujh Ko Deewana Bana Diya

~*~

ए-दिल तूने मुझको दीवाना बना दिया



E-Dil Tu Ne Mujh Ko Deewana Bana Diya~Love Hindi Poetry



Tum Hi Tum
Nazar Aati Ho
Poori Qaynaat Mein

E-Dil
Tu Ne Mujh Ko
Deewana Bana Diya

Main Jis Pal Bhula Doon Tera Pyaar Dil Se - Love Song


Romantic Love Song with Design

Main Jis Pal Bhula Doon Tera Pyaar Dil Se

~*~

मैं जिस पल भुला दूँ तेरा प्यार दिल से



Main Jis Pal Bhula Doon Tera Pyaar Dil Se - Love Poetry



Main Jis Pal Bhula Doon Tera Pyaar Dil Se
Woh Pal Aakhri Ho Meri Zindagi Ka
Yeh Aankhein Usi Lamha Ho Jayein Andhi
Jo Tere Siwa Dekhein Sapna Kisi Ka

Teri Yaad Aati Hai To ~ Love Design Poetry


Love, Miss You Hindi Design Poetry

Teri Yaad Aati Hai To

~*~

तेरी याद आती है तो



Teri Yaad Aati Hai To - Love Miss You Poetry



Teri Yaad Aati Hai To
Phir Laut Ke Jaati Hi Nahi

Tum Lipat Jao Kabhi
Aisi Haqiqat Ki Tarah

Nikah-e-Ishq ~ Romantic Design


Love Romantic Feelings Design

Lo Aaj Hum Tum Se

~*~

लो आज हम तुमसे



Nikah-e-Ishq Karte Hain ~ Romantic Design



Lo
Aaj Hum Tum Se
Nikah-e-Ishq
Karte Hain .....

Mujhe Tumse
Mohabbat Hai
Mohabbat Hai
Mohabbat Hai...

E-Kaash Ki Aisa Ho Jaye-Main Sochu Tujhe Aur Tu Aa Jaye


Miss You Design Poetry in Love

E-Kaash Ki Aisa Ho Jaye

~*~

ए-काश की ऐसा हो जाये



E-Kaash Ki Aisa Ho Jaye ~Miss You in Love Poetry



E-Kaash Ki Aisa Ho Jaye
Main Sochu Tujhe Aur Tu Aa Jaye
Ye Soch Ke Hi Main Mastana Hoon
Main Maangu Tujhe Aur Tu Mil Jaye

Mohabbat Phool Hai Janu-Kaho To Phool Ban Jaoon


Love Romantic Design Poetry

Mohabbat Phool Hai Janu

~*~

मोहब्बत फूल है जानू



Mohabbat Phool Hai Janu ~ Romantic Love Poetry



Mohabbat Phool Hai Janu
Kaho To Phool Ban Jaoon

Tumahri Zindagi Ka Ek
Haseen Asool Ban Jaoon

Oonche Parvat Neele Sagar Pagal Barish-Tum Aur Main


Love Design Poetry

Tum Aur Main

~*~

तुम और मैं



Tum Aur Main ~ Love Poetry



Oonche Parvat, Neele Sagar,
Pagal Barish, Tum Aur Main

Mehndi, Khushboo, Kajal, Aanchal,
Band Hatheli, Tum Aur Main

Door Kahin Barish Mein Bheegi
Peeli Sarson, Tum Aur Main

Jab Jab Tere Lab Mere Hothon Pe Aayenge


Love Romantic Design Poetry

Jab Jab Tere Lab Mere Hothon Pe Aayenge

~*~

जब-जब तेरे लब मेरे होंठों पे आयेंगे



Jab Jab Tere Lab Mere Hothon Pe Aayenge ~ Poetry



Jab Jab Tere Lab Mere Hothon Pe Aayenge
Sath Yeh Chaand - Sitaare Bhi Jhoom Jayenge

Goonj Uthega Aasmaan Pyaar Ke Nagmon Se
Baadal Bhi Mohabbat Ki Barish Barsayenge

Next Wallpapers